frnds.. koi achhi shayari sunaye?

July 01, 2019
Mohd Suhel
![]()
Happy
.
6088
![]() ishwer ka dia kabhi alap nhi hota ... Jo tut jaye wo sanklap nhi hota ... har ko lakshye se dur hi rkhna ... kyuki jeet ka koi viklap nhi hota ...!!
|
||||
![]()
Md Suleman
.
5449
![]() Nafrat ke sath bheed hai, Naara hai. Josh hai,, Mai baat kar raha hoon mohabbat ki, aman ki, tanha hoon aur zinda hoon, Hairat ki baat hai"
|
||||
![]()
Mohd Suhel
.
-12
![]() Diyar-e-Ishq Mein Apna Maqam Paida Kar, Naya Zamana, Naye Subah-o-Sham Paida Kar; Khuda Agar Dil-e-Fitrat Shanas De Tujh Ko, Sakoot-e-Lala-o-Gul Se Kalaam Paida Kar; Mera Tareeq Ameeri Nahin, Faqeeri Hai, Khudi Na Baich, Ghareebi Mein Naam Paida Kar
|
||||
![]()
#$%@4-
.
-82
![]() Main khush hun k koi, Mere baat to karta hai. Bura kahta hai to kya, wo yaad to karta hai.
|
||||
![]()
#$%@4-
.
-82
![]() Uski mohabbat ka Ab kaise hisaab ho, jo gale laga kar kehti hai Aap bahot kharab ho.....
|